Wednesday, May 12, 2010

Saanwariya teri yaad mein...

Saanwariyaa teri yaad mein
Ro ro marenge hum
Aao ghale lagaoo tumhe
Roothe huye sanam
Saanwariyaa teri yaad mein


Raatein khate teri yaad mein
Aansoo bahe teri yaad mein
Aabhi jaa piya ab naa satha
Veeran si basthi phir se basaa
Saanwariya teri yaad mein...


Beethi baharon ki yaad ho tum
Koyi umeedon ki yaad ho tum
Itna na kar piya mujhpe satam
Maarega mujhko judaai ka gham
Sanwariyaa teri yaad mein...


Tum jo agar naa aaoge
loota hua ghar jhalaoge
teri kasam tere sar ki kasam
Kardo ge duniya meri khatam


Saanwariyaa teri yaad mein
Ro ro marenge hum
Aao ghale lagaoo tumhe
Roothe huye sanam
Saanwariyaa teri yaad mein....


Singer :-Mubarak Begum 
Film :- Ramu toh Diwana hai
Music :- Chandru







Bookmark and Share

1 comment:

  1. Beautiful lyrics ...very touching and romantic :)

    ReplyDelete